TODAY IS ALL ABOUT YOU!π
EK DIL KI BAATβ¦ ππ₯Ήβ€οΈ
- Pyaare, pata hai kabhi-kabhi main tumhe pareshan karti hoon, tumse ladti hoon, faltu ke nakhre karti hoon ππβ€οΈ par in sabke peeche ek baat haiβ¦ tum mere liye bahut special ho. π«Άπ»
Tumse baat karke, tumhare saath hasi-mazaak karke aur chhoti-chhoti baatein share karke mujhe bahut khushi milti hai. π₯Ήπ
Main nahi jaanti har cheez perfect kaise hoti hai, par itna zaroor chahti hoon ki tum hamesha khush raho, apne dreams poore karo aur life mein bahut aage badho. β¨π§Ώ
Aur jab bhi tum ye website dekho, yaad rakhna ki kisi ne tumhare birthday ko special banane ke liye apna time lagaya haiβ¦ woh main hoon, tumhari pareshani πβ€οΈ
- LOVE YOUUU, PYAARE! π₯Ίπ«Άπ»π
Our Little World ππ